SABSE UTKRISTH PANCHAAYATEE
doston ko "salam" dushmano ko bhi "sala m...." gustakhi maaf ho .man har tarah se saaf ho.per khule man se kisi ke baare me kisi aur se kaha lene aur sun lene ki kriya ko he panchaayatee kahte hai.aap jab fursat me ho aur aapko theluwayee sujhi ho to aap panchaayatee kar sakte hain.aaiyee aap aur hum milkar is utkristh panchaayatee me apna apna yogdaan de.alvida......doston ka bhagwaan bhala karen, dushmano ka bhagwaan bhaala karen...ram ram

1 Comments:
पंच परमेश्वर जी,आपका स्वागत है.बधाई-महाजनों का पथ अनुसरण करने के लिये.जनभाषा का प्रयोग किया जाय तो बात ज्यादा समझ आयेगी.
Post a Comment
<< Home